How to Perform Umrah (Guide in Urdu)

How to Perform Umrah (Guide in Urdu)

How to Perform Umrah (Guide in Urdu)

Here is complete URDU GUIDE for performing Umrah for easy and quick understanding of all my Muslims brothers and sisters.

The Umrah, is an Islamic Pilgrimage to Mecca (The Holiest city for Muslims). Its a religious ritual performed by the Muslim that can be done at any time of the year in contrast to the Hajj having specific dates as per Islamic lunar Calendar.

Umrah for the first time was performed by Hazrat Muhammad Peace Be Upon Him in 7 Hijri.  A Muslim must first assume Ihram which is wearing the particular dress (attire) during this ritual, having a state of purification achieved by completing cleansing rituals and abstaining from certain actions.

Importance of Umrah (Umrah Ki Fazilat)

Hazrat Abdullah Bin Masuood (R.Z) se riwayat hai ki: Rasulullah (S A W) ne farmaya ki: “Hajj aur umrah bar bar karo, kyon ki yeh dono garibi aur gunahon ko is tarah khatam kar dete hain jis tarah lohaar ki bhatti silver aur gold ke germ ko khatam kar deti hai”. (Tirmizi: 810, Nasayi: 2630, Ibn e Majah: 2887).

Hazrat Abu Hurairah (R.Z) se riwayat hai ki Rasulullah (S A W) ne farmaya ki : “Ek umrah dusre umrah tak hone wale tamam gunahon ko khatam kar deta hai, aur maqbool hajj ka badla sirf jannat hai”. (Bukhari: 1773, Muslim: 1349).

Main Steps of Performing Umrah

  1. Miqat per Umrah ke liye Ihraam bandhna. Pakistani logon ke liye ehraam bandhne ki jagah “MiaqatYalamlam” hai jo Makkah qareeban 100 Km hai. Pakistan se aanay walay log flight se Jedda ya Madina jate hain to aasani ke liye log flight hi me ehram bandh lete hain ya jab pilot announce kar de ke jahaz miqaat ke pass se guzre ga. 
  2. Masjid e Haram me pohanchna aur Khana kaba ka tawaf karna.
  3. Safa Marwa ki Sayi karna: yahan per 7 chakkar lagana hotay hain, yah hazrat hajra (A S) ki sunnat hai jo ke unhon ne apne dodh pite bachche Hazrat Ismayeel ke liye pani ki talash ki khatir safa se marwa pahari ke 7 chakkar lagaye thay.
  4. Sar ka baal katana ya mudana. Yahan Umrah Mukammal Ho jata hai..

For further assistance about Umrah guide in Urdu language, Umrah Ka Tariqa in Urdu, Umrah karne ka Tareeqa, Umrah ke Fawaid, Read the following ROMAN URDU description in detail.

Download Full Guide in PDF (Urdu)


Umrah : Step by Step Video (Urdu)














































Thanks A Lot.

Remember me in your Prayers
(Dua ka Talabgaar)

2 Comments

  1. Very nice post and also very useful. Thanks for sharing facts about Hajj and Umrah.
    Ramadan Umrah Packages

    ReplyDelete
  2. used islamic books for sale
    Hajj is one of the five pillars of Islam. Hajj together with Shahadah, Salah, Zakat and Sawn are the five pillars of Islam. Hajj is an annual gathering of the Muslims made to the holy city of Mecca in Saudi Arabia.
    The Hajj is a time to show a total submission to Allah. It is a time to reflect and consecrate ones intentions both outwardly and inwardly. To understand everything needed to know about Hajj, some of the following Islamic books can be recommended.
    how to perform umrah book
    https://madinahmedia.com/

    ReplyDelete